Strawberry Benefits In Urdu || Benefits of Strawberry In Urdu || Strawberry Ka Faida || Strawberry Fruit Benefits In Urdu || Strawberry History In Urdu || Strawberry Benefits || Strawberry Benefits In Urdu || Strawberry History || Strawberry Benefits In Urdu For Women || History of Strawberry
Strawberry Benefits In English
Strawberry
Strawberry is a sweetest or taste-full fruit. The peoples likely to eat all over the world specially in Pakistan it looks very Nice like "Red Diamond" it has good in taste or smell just because of this reason the peoples like to eat Along Time . Strawberry is uses for make many things all over the world to making "Ice-Cream", "Juice", "Jelly", "sweets" “milk shake” and many more thing "etc". It provides many benefits for our health. In research of America Strawberry makes, our body healthy maintains circulation of blood, cloistral level, Blood pressure or mentally disease. It is costly in purchase but it has many benefits, which is required in our body.
It has vitamins, potassium and magnesium. The properly uses of strawberry to makes healthy eyes, provides relaxation body pain or blood pressure diseases. As All fruits have own taste or benefits which is required for our bodies Calcium, Vitamins, weakness, internally problem and other diseases but strawberry is more useful fruit for our body also like "APPLE" In this Page you will read Strawberry ke Faide, Strawberry Benefits, Strawberry Fruit In Urdu ,Strawberry Benefits In Urdu, in Roman Hindi.
Strawberry In Pakistan (Strawberry Fruits In Pakistan)
Pakistan ka shumar dunya ke un mulko main hota hai jahan kism kism ke umda phal (fruits) kasrat se paida (Growth) hoty hai. Qayam pakistan k bad phalo (fruits) ki iqsam main izafa hone ke ilawa in ke istemal or bar-amad (Import) ki sarha bhi bhar gaye. Pakistani phalo (fruits) ko qudrat ne sub se ehm (important) khoobi ye ata ki hai ke ye bohat khush rang, khush budar honay ke ilawa doosray mulko (different countries) ke muqablo mein bohat sheeren or khush zaiqa bhi hoty hai jis ka aiteraf dunya karti hai. Aisy phalo (fruits) main Strawberry bhi shamil hai jis pakistan mein wasee paimany per kasht hone lagi hai. Ye khush rang, khush zaiqa or khsuh budar phal (fruit) hai jo tinko (Straw) ki barh ki aarh mein hawa ke jharko se mehfooz reh kar tayar hone ke baad khub soorat dabbo main band hamare bazaro mein pohchta he. Dusre phalo (different fruits) ke muqablay mein ye mehanga (expencive) bhi hai. Is liye jem jelly ki sanat ke ilawa beroon-e-mulk bar-amad kar diya jata hai.
Strawberry Benefits In Urdu
Strawberry Ke Faide
Youn to tamam phal (All fruits) sehat-o-tawanaye ka zaryea hote hai. In ke istemal se beemarya door hoti hai or in ke ghizaye ijza sehat ke ilawa jismani, dimagi, or asabi kamzoorya (weekness) bhi door karta hai lekin ab saib (Apple) ki tarha Strawberry ko khas toor per qalb ki hifazat or tawanaye ke liye bohat mufeed qarar deya jarah hai haal hi mein america ke Harvard Medical School ke aik tehkeki muqablay mein bataya gaya he ke strawberry zyada khanay waly afraad mein khoon ki ragay warm say mehfooz hoti hai warm ki shikayat darasal aik khas kism k lehmeye ka nateeja hoti he wazay rahy ke qalb ka arza darasal sharyano ka wam hi hota he. Tehkeek kerny walo ne ye inkeshaf bhi kiya hai ke strawberry shooq se khany wali khawateen (women) bhi qalb ki sheeqayat se mehfooz payenge.
Mutalati jaizo se zahir howa hai ke khawateen (women) strawberry zyada miqdar main kha kar jism ko mufeed qlab ghizaye ijza maslan: resha,hayateen,geem,potasium, or foliyat dosray phalo (fruits) ke muqablay mian zyada miqdar main hasil ker rahe the. In khawateen (women) ke khoon main mizr qalb colistrol “L.D.L” ki miqdar nisbatan kam paye gaye.
Kam Hararay Zyada Zaiqa
Strawberry mein sirf hararay hi kami nahe hote balke is ka zaiqa bhi bohat umda hota hai is leye is mein tarsh phalo ke muqable mein hayaten jeen zyada paya jata he chunachay ye aik ehm maneh sartan phal (fruit) ke ilawa zyada miqdar mein resha bhi farham (provide) karta hai is phal (fruit) ki ehm khoososiyat ye he ke ye angoor (Graph) or cherry ki tarha jism ko aik taizab ellagic acid farham karta he jo jism ki sehat mand khulyat ko sartan ki zad main any se bachata he.
Aik piyali (bowl) strawberry main colistrol nam ko bhi nahe hota is mein 50 harary or 5 se 11 gm nishasta 4 gm resha or 25 m.gm potassium hota he is ke istemal se ankho (eyes) ki sehat durust or dimag sehat mand or fa’al rehta he. Blood pressure tahaffuz k ilawa strawberry , guthya , juru k warm, dard or imraz qalb, se bhi mehfooz rakhti hai.
Apnay rang khush bu’dar or zaiqa k aitebar se ye phal (fruit) sadyeo sy mukhtalif mulko main intehai pasandeeda shumar hota he ye mukhtalif namo sy furookht kia jata he isy ice.cream, jem, mashroobat ki tayareyeo main ba kasrat istemal kia jata he in k ilawa ye taza phal (fresh fruit) k toor per bhi shooq se khaya jata he. Ye mu’asr ma’ney takseed hony ke ilawa apny degar geezai ijza ki waja se kai imraz se mehfooz rakhta hai.
Aankhon Ki Hifazat (Eyes Protection)
Aankhon ki taqreeban tamam sheeqayat free redicals or ba’az geezai ijza ki kami ka nateeja he umar me izafe ke sath sath hifazati geezai ijza or free redicals ki waja se ankhoo ko khushki or bisri a’sab ki kam zoori ki soorat me sakht nuksan puhanchta he parda chasham ke inhad se bhi ankhe afoonat (infection) ki zyada sheekar hony lagti hai upar bayan karda aham ma’nay takseed ki waja se strawberry ankhoo ko tahaf’fuz farham karti he is ke istemal se ankh ke andar barhny wala dabao bhi ma’mool ke mutabiq rehta he.
Gathiya or Naqras
Azlaat or baftoo ke inhtat or jooron ki darmiyani rutubutu ki khushki or in mein peshab (urine) ke tezab (uric acid) wagaira jaisy ijza ke jama ho jany se ye dono shikayat lahaq hoti. Strawberry se hasil hone waly ma’nay taskeed ijza jooron or a’zlat ko free redicals ke muze asrat se mehfoos rakhy hai. Hindustan ke aik mahir ke mutabiq strawberry jooron ka zang khura deti hai.
Sartan (Cancer)
Strawberry mein mojood kai fluenitza khas kar anthocyanin coersteen ke ilawa hayateen jeem (Protein g)or folate sartan (cancer) se bachao sabit hote hain.
Dimagi Tawanai (Brain Energy)
Dimag ki kamzoori (Brain weakness) ke nateje mein hath paon or degar a’zaa qaboo mein nahein rehty. Umar mein izafa se hafza or dimag ki degar salahate bhi mutasir hone lagte hai. Ye bhi dar asal free radicals ki karastani hote hai. Strawberry mein mojood hayateen jeem or degar nabati kheemayae (chemically) ijza or ma’nay taskeed ijza. Dimag ko taza tawana rakhte he ilawa azeen is memojood iodeen dimag or a’saab ki kargardi ko tawana de kar inhay chust or chanchal rakhta hai.
High Blood Pressure
Strawberry apnay under paye jany wale potassium or megnesium ki madad se sodium yani namak (salt) ki waja se hone wale high blood pressure ko ma’mool per rakhte he.
Amraz e Qalb (Heart Diesease)
Strawberry ka folyat hayaten jeem or nabaten kheemyae (chemically) ijza qalb ke liye naimat sabit hoty he ye khoon (blood) me colistrol ki satah kam kar ke qalb ko tawana or sehatmand rakhti he is mein mojood ba’az hayateen bay qalb ke azlaat ko qo’wee ker ke ise theek or sehatmand rakhte hain.
Degar Fawaid (More Benefits)
Foliyat bachay ko Maa ke pait mein paidaishi khamiyo or kharabeeyo se mehfooz rakhti he ise tarha hayateen jeem nazla (flue) zuqam or afoofat se tahaffuz farham karta he. In ijza ke ilawa strawberry mein mojood nabatati magzi ijza (Phytonutrients) sharyan or Qalb ko warm se mehfooz rakhte he itnay fawaid ke hamil is phal (fruit) ko jo ab Pakistan mein bhi dasteyaab hai. Strawberry khoob khana chayea.
Strawberry Khane Ka Tareeka
Strawberry aik tursh phal (fruit) hai. Is liye is ke istemal ka behtreen tareeka ye he ke ise dhoo ker tarash len or is me zaiqa ke mutabiq pisee hwe shakkar (sugar) shamil ker ke refregeter me kam az kam 12 ghantay (12 hour’s) tak dabba band rakhy ise tarha is mein shakkar (sugar) achi tarha ghul or bus jaye gi in tukroon mein taza balaye ya cream shamil ker ke khayen or zaiqa ke aik naye dunya ka maza len. Colistrol se tahaffuz ke leye bagair balaye ka doodh (milk) shamil ker leny se bhe zaiqa dar meethi dish (sweet dish) tayar ho jati hai ya phir is ka milk shake tayar kar Lain.
Strawberry Benefits In English
Everyone likes strawberry and especially children are crazy for this fruit. Whether it is a strawberry cake, biscuits, candies or any other strawberry flavored product, children tempt to have it. It is the only fruit with the seed in its peel. It has fresh red color and good taste as well. It is liked in the whole world. It is being harvested in many countries of the world including France.
Advantages:
- There are at least 13% RDA dietary fibers in one strawberry. It is very good for digestive system and it helps to reduce blood pressure.
- It has chemical compound phenol that works as antioxidant. This antioxidant helps to reduce the production of uric acid in the body resulting in the appetite. Therefore, those people who do not feel hungry at times they should use strawberry.
- Strawberries have anti inflammatory granules which keep you safe from diseases of bones like osteoarthritis, atherosclerosis etc.
- Presence of vitamin c shows that it helps to avoid many diseases. Antioxidant and anti-inflammatory create immunity against cancer.
- Eating 3 to four strawberries a day, it protects from weakening of eyesight.
- Magnesium, potassium and vitamin k in strawberry keep your bones strong.
- In March and April, it is easily available in market. Strawberry shake is very delicious and strawberry flavored ice cream comes at number 3 in flavors.
- Its mask is very useful for the freshness of face. With increasing the freshness, it also cleans the blood as well.
- Many experts have proved with research that the use of strawberry is very good for diabetes patients.
One can get strawberries from big stores throughout the year but fresh strawberries are available at the start of spring season. One should be careful while purchasing strawberries. The use of strawberry in fruit salad is very beneficial. It is very good for diet because it has fewer calories. It is also good for digestive system. For diet, it can be used with dairy products like milk or ice cream. It can be cultivated easily everywhere in the world. Sometimes it can cause allergy to the skin. It can be the reason for redness or spots on the skin. Therefore, people having this problem should avoid the use of strawberries.
The post is quite informative as I could derive a lot on the topic by reading through it.
ReplyDeleteدہی میں یہ 4 چیزیں ملا کر بنائیں بہترین فیس ماسک، چہرے کے بہت سے مسائل دور ہو جائیں گے۔